• Karay jao
Karay jao
Karay jao
.
.
.
.
baysharmon ki tarah
SMS receive kare jao
Kabhi reply na kerna…!!

• Woh raishmi balon wali,
Bhoori ankhon wali,
Komal hathon or naram pairon wali,
matakti hoi andhairay main,
tumharay paas ayegi
aur dheeray sai bolegi
.
.
.
“Maiyooon”…

• Hum ho gaye tumhare tumhe sochne k bad,
Ab na daikhen gay kisi ko tumhe daikhne k bad,
Dunya chor dain gai tumhai chorne k [...]

Read full entry..