Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota
Tuu bade pyaar se bade chaao se bade aramaan ke saath
Apanii naazuk sii kalaaii mein chadhaatii mujh ko
Aur betaabii se furqat ke KhizaaN lamhon meIn
Tuu kisii soch mein Duubii jo ghumaatii mujh ko
Main tere haath kii Khushbuu se mahak saa jaataa
Jab kabhii muuD mein aa kar mujhe chuumaa karatii
Tere honTon kii shiddat se main dahak [...]
